Hum Tum Board
Shayari & Urdu Adab => Shair o Shairi => Topic started by: melting eyes on September 30, 2009, 06:26 PM
-
HAHAHAHAHHAHAHHum Toh Nazuk Hain Bilkul Kissi Eshas Ki Tarah,
Tum Na Sochogay Humein Toh Mar Jayein gay,
Paas Raho Ya Door Itna Khayal Rakhna,
K Tum Na Dekhogay Toh Mar Jayein Gay,
Titliyon Mein Aur Hum Mein Yahi Baat Hai Mushtrik,
Pakar Kar Jab Choro Gay Humein Toh Mar Jayein gay,
Dil Ki Tehni Pe Hi Khila Rehne Do Humari Muhabbat Ka Phool, salamalikum
Jab Bhi Tehni Se Toro Gay Toh Mar Jayein Gay,
Kabhi Na Milna Humse Moj-e-Darya Ban K,
Mil K Bichro Gay Humse Toh Mar JayeinGay....!!!
-
nice sharing thanks for sharing sml
-
very nice sharing shakehandnn
-
VERY NICE SHARING 0133
-
VERY NICE SHARING shakehandnn
-
nice sharing for sharing
-
thumbsss thumbsss very nice poetry
-
thanks thumbsss very nice