Hum Tum Board
Shayari & Urdu Adab => Shair o Shairi => Topic started by: coolmind2009 on December 13, 2009, 03:10 PM
-
Ae Mohbbat!
Hm tery mujrim thehry
Hum k jo logo'n se swalat kia kerty thy
Hum k jo her bat ki 100 bat kia kerty thy
Ae mohabbat!
teri is tehwel me aany se zra pehly takk
Hm b isi sher me ezzat se raha krty thy
Or ab teri sakhawt k ghaney saaye me
Khalqat-e-sher ko hm zinda tamasha tehray
Jitny elzam thy mafhoom hmara tehray
Ae mohbt!
Tu Zra andaz badal le apna
Tuj ko aainda b aoshaaq ka khoo'n pina ha
Hm to mar jaein gy tuj ko to magr jeena hai.
-
thumbsss nice
-
sml bohat khoob
-
very nice sharing