Hum Tum Board

Shayari & Urdu Adab => Shair o Shairi => Topic started by: Dark_Lord on December 28, 2009, 02:57 AM

Title: Mohlatain kaha tak hai ...............
Post by: Dark_Lord on December 28, 2009, 02:57 AM
Aa'o jaanch laitey hain
"Dard" k taraazu per
kis ka ghum kaha tak hai
shiddatain kaha tak hai
kuch azeez logo se
poochna to parrta hai
aaj kal mohabbat ki
qeematain kaha tak hai
aik shaam aa jawo
khul k haal-e-dil keh lai
kon jaaney saanso ki
mohlatain kaha tak hai ...............
Title: Re: Mohlatain kaha tak hai ...............
Post by: Leon on December 28, 2009, 03:24 AM
nice sharing
Title: Re: Mohlatain kaha tak hai ...............
Post by: anjumkhan on January 22, 2010, 03:34 AM
 thanks thumbsss very nice