Hum Tum Board
Shayari & Urdu Adab => Shair o Shairi => Topic started by: Wrong Turn on September 09, 2009, 11:58 AM
-
Woh tera roothna mujh se,mera tujh ko mana lena
Muhabbat ki nishani hai,galay mujh ko laga lena
.
.
Muhabbat jiss se hoti hai,ussi pe maan hota hai
Kabhi main rooth jaaun tau mujhe tum bhi mana lena
.
.
Anaa se door hi rehna,k yeh sab kuch mita day gi
Anaa k khol se khud ko har surat bacha lena
.
.
Muhabbat k samundar mein ik tufan bhi uthta hai
Is tufan mein jaanam mujhe kashti bana lena
.
.
Agar doobain gay hum dono tau ik sath doobain gay
Mera tum se yeh waada hai,magar tum bhi nibha lena...!!!
-
bohat ala
-
buhat ache
-
bohat ala
Thanks 0017
-
buhat ache
Thanks 0017
-
nice sharing thanks for sharing sml
-
nice sharing thanks for sharing sml
Thanks admin 0017
-
VERY NICE SHARING 0133
-
nice sharing for sharing
-
thumbsss thumbsss very nice poetry
-
very nice sharing
-
very nice
-
thanks to all