Chaand ki kirnoon jaawo na,
Os ko choo kar aawo na,
Wo kab kab kia kia karta hai,
Wo jaagta hai ya soota hai?
Wo kis sey baatein karta hai,
Wo shaam ko kaisa lagtaa hai,
Wo raat ko kaisa dikhtaa hai,
Jab sooiy, kaisaa lagta hai,
Jab jaagy, kaisa lagtaa hai,
Tum chupky chupky jaawo naa,
Tum osko choo kr aawo na.