Zamane bhar k kamoon mein boht masroof ho shaid...
Hmari yaad bhi ab tu tumhen kam kam satati hai...
Hmara naam bhi aksar tumhen ab bhool jata hai...
Tumhari ankh ko ab tu koi sapna nahen dikhta...
Tumhare dil ko bhi ab tu koi chehra nahen jachta...
Tumhara naam leti the jo hr hr saans bhi hmara...
Jise tum dil ki hr dharkan ki tarha yaad rakhte the...
Usi ko bhool jane ka yehi matlab hoa na phir...
Zamane bhar k kamoon me bhot masroof ho shaid...