Usne kaha kon ho Tum?
Usne kaha kon ho Tum?
Main ne kaha Hasrat Tumhari
Usne kaha Taktey ho kya?
Main ne kaha Surat Tumhari
Usne kaha kartey ho kya?
Main ne kaha Pooja Tumhari
Usne kaha Kaafir ho kya?
Main ne kaha aisa hi sahi
Usne kaha chahtey ho kya?
Main ne kaha Mohabbat Tumhari
Usne kaha Pachta'uge,
Main ne kaha Khismat Hamari
Usne Kaha Married hun main.
Main ne kaha "Sorry BAJI"