HumTumBoard
ye to Allah hi behtar janta hy, but ham Allah se dua karty hain ky Allah hamary Mulk ko har Imtehan main kamyabi ata farmaye
main ne is topic main URDU main message likha tha, abi question mark kion aa rahy hy.
I think Urdu fonts ko support karny ka kuch problem hua hy?
kiya next time Urdu writing possible hy kiya?
Allah un ko Jaza-e-Rehmat ata farmaye ! Aaamin