Forum Replies Created
-
AuthorPosts
-
Dark_Lord
MemberZindagi mein pyaar hai tujhse,,
Jeene ka har woh irada hai tujhse
Chahat ke har woh lamhe ,
Pyaar ke har woh pal,
Bas guzarein hum tujh sang ,
Yehi hai ab tamanna hmri ,
Akhri saans tak jee lein hum tere saath
Subah ki pehli kiran mein,
Shaam ki dhalti sooraj mein,
Raat ki kaali ghaata mein,
Subah se leekar shaam tak,
Bas ek khayaal aata hai dil mein,
Chehra tera chaya rehta hai dil mein,
Dil ke is haal ko hum kese zaahir karein
Kya ho tum hmri zindagi mein kaise kahein,
Har tamanna , har khaawish, har khawaab tujhse hai juraa,
Har sooch , har iraada ,har who dil ki baat tujhse hai ,
Bas kehdoon agar ek pal mein toh,
tere bina hum hum nahi hain sanam.Dark_Lord
MemberDil Ki Dunia Ko Uski Yaadon Say Sajayein`Gay HumHar Haseen Yaad Dil Me Uski Basayein`Gay Hum
Bewafai Ka Gilah Tak Nahi Karein`Gay Kabhi
Raah Me Mil Bhi Gaya To Anjaan Ban Jayein`Gay Hum
Jab Kabhi Jo Dil Taraph Ke Pukarey Ga Usay
Aik Naya Zakham Dil Par Apney Lagayein`Gay Hum
Uski Khuwaish Hai Bhool Jao Vaad-e-Qasmein Sabhi
Koshish Karein`Gay Huqum Uska Ye Nibhayein`Gay Hum
Dil Ki Jagha Wo Dharakta Hai Seenay Me Mere Aayan
Dharkan Ko Rok Kar Usay Bhool Dikhayein`Gay Hum
Phir Na Hoga Zamaney Me Ruswa Kabhi Pyar
Jism Ki Khaak Ko Ab Khaak Me Hi Milayen`Gay Hum
__________________Dark_Lord
Memberleon
Dark_Lord
Memberleon
Dark_Lord
Memberhn
Dark_Lord
Membercool
Dark_Lord
Memberdt no
Dark_Lord
Membersardi
-
AuthorPosts