Forum Replies Created
-
AuthorPosts
-
August 13, 2010 at 4:02 pm in reply to: !!~~EffoRtLeSs^HeaRtLeSs^BraInLeSs^CaReLeSs^ShaMeL eSs!! #30446
Dark_Lord
MemberShameless huh
Dark_Lord
MemberNxt kharus
Dark_Lord
Member
maghroorDark_Lord
MemberGood moRning wah leaon bahaut acchi designing ki hai
Dark_Lord
Member..
Dark_Lord
Member..
Dark_Lord
MemberReza e Kanch Ki Surat Main Bikhar Jata Hon,
Main Teri Yaad Men Jab Had Se Guzar Jata Hon..!Ab Gurezan Hai Woh Milne Se Jo Kehta Tha Kabhi,
Tum Se Milte Hi Main Kuch Or Nikhar Jata Hon..!Roz Khata Hon Tujhe Yad Na Kerne Ki Kasam,
Roz Wadon Se Main Apne Hi Mukar Jata Hon..!Mujh Ko Tamasha Bana Diya Hai Mohobbat Ne Teri,
Log Kaste Hen Aawazein Main Jidhar Jata Hon..!Har Gham Pe Khaya Hai Mohobbat Ka Dhoka,
Ab Koi Pyar Se Bulata Hai Tou Dar Jata Hon.!!Dark_Lord
MemberAye Khuda Tune Muhobbat Ye Banai Kyun Hai
Gar Banaye To Muhobbat Main Judai Kyun HaiKyun Diya Pyar Mujhe Iski Zaroorat Kya Thi
Meri Barbadi Me Shamil Teri Kismat Kya Thi
Meri Raahon Me Khushbu Ka Safar Rahta Tha
Dil Me Aabaad Gulabo Ka Nagar Rahta Tha
Jindgi Khar Bhari Rahome Layi Kyun Hai
Aye Khuda Tune Muhobbat Ye Banai Kyun HaiMai Hoon Bikhra Hua Gardish Me Sitare Mere
Gam Ke Tufan Mai Dube Hai Kinare Mere
Na Khatavaar Na Mujrim Na Gunahgar Hoon Main
Sach To Ye Hai Ki Muhobbat Ka Parastar Hu Main
Aye Saja Phirbhi Mere Hisse Mai Aye Kyun Hai
Aye Khuda Tune Muhobaat Ye Banae Kyu HaiMai Agar Rou To Sahra Ko Samandar Kar Doon
Sakht Ho Jaoon Agar Mome Ko Pathar Kar Doon
Raakh Ho Jaye Jaha Mai Jo Agar Aah Bharu
Aasma Tutpade Tujse Jo Fariyad Karu
Etni Gaherae Mere Ishq Mai Aai Kyun Hai
Aye Khuda Tune Muhobbat Ye Banaye Kyun Hai
Agar Banaye To Muhobaat Me Judai Kyun Hai -
AuthorPosts