Hum Tum Board
Entertainment => Gup Shup => : Emperor September 24, 2009, 07:06 AM
-
yahan aap ko ye batana hai ke Agar Koi Naraz Hota Hai Tu ............... us ki sab se ziyada waja kiya hoti hai ?
kiss waja se naraz hota hai
koi baat nahi mani jaye
kuch bura bhala kah diya jaye
time de kar milne na jaya jaye ya esa kuch aap batain ab
Agar Koi Naraz Hota Hai Tu ...............
-
in sabhi baato pe naraz hojaya jata hai
wese men kabhi kisi se naraz nahi hoi
or na koi mujh se..............
par ek dafa frnd ne bola k i nahi pure 2 ghante intazar karwaya or bad me keh diya me nahi arahi to
men kafi naraz hoi thi.............
-
main ne tu dekha hai sab fazool main hi naraz hote hain teaa
-
0017
-
HONE DO
-
thoura so kr kuch sochna chahye
-
tu hone do
-
manana chahiyeh
-
mana lena chaye