Assalam O Alaikum
ek baat to batein ap sab plz
hum ko apnay kisi dost ya
sathee kay baray mein aisa kyon lagta hai
kay hum us ko achee tarah samjhtay hein
kyon akhir kyon
hum galat sabit hotay hein
aisa kyon hota hai kay
hum jo bhee kam achee niyat say kernay lagein
woh hamesha galat ho jata hai
kabhi kabhi aisa kyon lagta hai
kay hum kisi ki bhi
dosti kay kabil naheee
hum is liyek hi naheee
kay koi hamein dost kahay
kyon lagta hai aisa
kya hum ko jo lagta hai
woh sahee hai
ya sirf halat ka takaza hai
ya phir kya hai