Hum Tum Board

Shayari & Urdu Adab => Great Poets => Ahmed Faraz => Topic started by: Master Mind on October 13, 2009, 09:11 PM

Title: ab to is tarah meri aankhon
Post by: Master Mind on October 13, 2009, 09:11 PM
ab to is tarah meri aankhon mein khawab aate hain
jis tarah ayine chehron ko taras jaate hain
ehteyaat ehal mohabbat ke isi shehar mein log
gul badast aate hain aur paya rasn jaate hain
jaise tajdeed ta'aluq ki bhi rug ho koi
zakhm bharte hain to ehbaab bhi aa jate hain
saqaya tu ne to mekhaane ka yeh haal kya
baada kash mutehasib shehar ke gun gaate hain
ta'na nasha yeh do sab ko ke kuch sokhta jaan
shidat tashna lbi se bhi behak jaate hain
har karhi raat ke baad aisi wayamat guzri
subah ka zikar bhi aaye to laraz jaate hain
Title: Re: ab to is tarah meri aankhon
Post by: Ajnabi on October 14, 2009, 12:32 PM
very nice sharing
Title: Re: ab to is tarah meri aankhon
Post by: Leon on October 28, 2009, 01:58 PM
 thumbsss calping
Title: Re: ab to is tarah meri aankhon
Post by: impressible4u on November 21, 2009, 04:24 PM
very nice good sharing
Title: Re: ab to is tarah meri aankhon
Post by: Samera on November 27, 2009, 09:07 PM
nice sharing thanks for sharing
Title: Re: ab to is tarah meri aankhon
Post by: Allahwala on December 05, 2009, 12:40 PM
Very nice shiring  thumbsss