Hum Tum Board

Shayari & Urdu Adab => Great Poets => Ahmed Faraz => Topic started by: Master Mind on October 13, 2009, 09:31 PM

Title: Hum sunayen to kahani or hai
Post by: Master Mind on October 13, 2009, 09:31 PM
Hum sunayen to kahani or hai
Yaar logon ki zubani or hai

Chara gar rote hain taaza zakham ko
Dil ki beemari purani or hai

Jo kaha hum ne woh mazmoon or tha
Tarjuman ki tarjumani or hai

Nama bar ko kuch bhi hum paigham den
Dastaan us ne sunani or hai

Aab-e-zamzam dost laye hain Aaibas
Hum jo peetay hain woh pani or hai

Sab qayamat kamtoon ko dekh lo
Kia mere jana ka sani or hai ?

Ehal-e-dil ki anjuman main aa kabhi
In ki dunya yaar jani or hai

Shayeri karti hai ek dunya Faraz
Par teri sada bayani or hai
Title: Re: Hum sunayen to kahani or hai
Post by: Ajnabi on October 14, 2009, 12:32 PM
very nice sharing
Title: Re: Hum sunayen to kahani or hai
Post by: Leon on October 28, 2009, 01:59 PM
 thumbsss calping
Title: Re: Hum sunayen to kahani or hai
Post by: impressible4u on November 21, 2009, 04:23 PM
very nice good sharing
Title: Re: Hum sunayen to kahani or hai
Post by: Samera on November 27, 2009, 09:07 PM
nice sharing thanks for sharing
Title: Re: Hum sunayen to kahani or hai
Post by: Allahwala on December 05, 2009, 12:40 PM
Very nice shiring  thumbsss