Hum Tum Board

Shayari & Urdu Adab => Shair o Shairi => Topic started by: Samera on December 20, 2009, 12:42 PM

Title: Chaand ki kirnoon jaawo na,
Post by: Samera on December 20, 2009, 12:42 PM
Chaand ki kirnoon jaawo na,

Os ko choo kar aawo na,

Wo kab kab kia kia karta hai,

Wo jaagta hai ya soota hai?

Wo kis sey baatein karta hai,

Wo shaam ko kaisa lagtaa hai,

Wo raat ko kaisa dikhtaa hai,

Jab sooiy, kaisaa lagta hai,

Jab jaagy, kaisa lagtaa hai,

Tum chupky chupky jaawo naa,

Tum osko choo kr aawo na.
Title: Re: Chaand ki kirnoon jaawo na,
Post by: ahmed on December 22, 2009, 07:00 PM
zbardst sharing very nice
Title: Re: Chaand ki kirnoon jaawo na,
Post by: anjumkhan on January 20, 2010, 08:55 PM
very nice sharing
Title: Re: Chaand ki kirnoon jaawo na,
Post by: asad on July 04, 2011, 10:42 AM
 love003 nice sharing