Tuje chahtay hain be inteha par chahna nahi aata
Yeh kaisi mohabat hai k humain kehna nahi aata
Zindagi main aa jao hamari zindagi ban kar
K tere bina humain zinda rehna b nahi aata
Har pal tuje bus tuje duaaon main maangtay hain
Kya karain k tumaray siwa humain kuch maangna nahi aata