Hum Tum Board

Shayari & Urdu Adab => Designed Poetry => Topic started by: nazma.rasab on October 20, 2011, 08:02 PM

Title: sukoot
Post by: nazma.rasab on October 20, 2011, 08:02 PM

Nazma Rasab
mang to loon khuda say dduain lakin
na hui qabool to aas ka zayan hota hai


Nazma Rasab
dil ki basti may halchal ka guman hota hai
izhar say rishton ka zayan hota hai


Nazma Rasab
kuch na kahnay say jazbon ka zayan hota hai

kuch kahnay say lafzon ka zayan hota hai

Nazma Rasab
yay sakootay darya talatum ka paish khima hai
yah habs to barsat ka shakhsana hai
Title: Re: sukoot
Post by: PRINCE SHAAN on January 11, 2012, 08:33 AM
 verynicebohatachay