Hum Tum Board
Entertainment => Gup Shup => Topic started by: SyedZadi on September 09, 2009, 11:06 AM
-
**Assalam o alaikum
G muhtarmao or muhtaram sahab
janab yaha ye karna hai k apne ye batana hai k
aap k roz marrah k jo takiyaa kalam hain wo share karna hai
jese aap ghusse me hote hain to hamesha kya bolte hai
ya khush hote hain
ya phir aap tafreeh k mod me hon
ya koi bhi apne frndz wagera k sath
kuch bhi to share kijiye na intazar kis baat ka hai.......
Mera takiya kalam hai jab kisi ko kuch kehne se mana karon
O chal chhade ya v kar yaarrrr.......
-
heeeeeeeh ok chad dita :P
acha topic hai or yahan wakie hi agar sab apne apne word shar karin tu bohat maza aye ga
mein jab kisi ko satane ke mood main hota hon tu kehta hon acha acha chal jaa kaam kar apna heeeeeeeh
-
men jab tafreh k mod me hon to kehti hon
oey kii kita hai yara
or jab gusse me to kehti hon
naisti sala/sali jis pe bhi hon gussa
-
jab main mood main hota hon tu koi mere sath baat kare main us ko gussa charatha hon sml
-
oey chakhde phatte yara
-
eid mubarak heeeeeeeh