Aap ke bina,
in aankhon mein koi basta nahi,
Maan aur dil mein se,
Aap ka naam hatta nahi,
Akela ghom raha hun,
isi charo tarf virane mein,
Aap ke siva,
aankhon ke aansu koi pochta nahi,
Dard buhat hai,
dil ke par kya kahon,
Aap ke siva,
apna keh kar koi puchta nahi,
Jab jab dekhta hun,
tumhein bandh aankhon se,
Tumhare siva,
dil ke zarukhe mein koi dikhta nahi,
Kho jata hun,
jab bhi khayalon ke badal mein,
Tumhare siva,
kisi aur ki yaad aati nahi