Inaam-ul-haq jalveed sahab farmatay hain :
Professor hii jaab atay houn haftay-vaar college mai
tu ooncha kyn na ho taleem ka mayaar college mai
Agar-cah dosray mashroob bhi mehngay nahi miltay
magar chalta hai aksar sharbatii dedaar college mai
vo degree kay bajaee 'MAAM' lay kar laut aya hai
mila tha dakhala jis ko samandar-paar college mai
baray sarkaar k betay nay aesa kaam dikalaya
kay sir bistaar mai aur pohchi howi hai car college mai
mujhee daar hai k hum dono kaheen samdhi na ho jaein
teri GULNAAR college mai mera GULZAR college mai