Author Topic: NAQSH E WAFAA  (Read 621 times)

0 Members and 1 Guest are viewing this topic.

Offline Samera

  • Sr. Member
  • *
  • Posts: 2883
  • Reputation: 63
  • Gender: Female
NAQSH E WAFAA
« on: December 20, 2009, 12:38 PM »
NAQSH E WAFAA

Hamein kis tarah bhool jaaegi duniya
Ke dhoo'ndhe se humsaa na paaegi duniya

Mujhe kiya Khabar thi ke naqsh-e-wafaa ko
Bigaaregi duniya, banaaegi duniya

Muhabat ki duniya mein khoyaa huwa hun
Muhabat bharaa mujhko paaegi duniya

Hamein khoob de fareb-e-muhabat
Hamaare na dhoke mein aaegi duniya

Qayaamat ki duniya mein hai dil-farebi
Qayaamat mein bhi yaad aaegi duniya

Rulaa doo'n mein behzaad duniya ko khud hi
Ye mujh-ko bhalaa kiya rulaaegi duniya....

Offline ahmed

  • Sr. Member
  • *
  • Posts: 1305
  • Reputation: 11
  • Gender: Male
    • Email
Re: NAQSH E WAFAA
« Reply #1 on: December 22, 2009, 07:00 PM »
zbardst sharing very nice


Pakistan Zindabad




Offline anjumkhan

  • Sr. Member
  • *
  • Posts: 1623
  • Reputation: 1664
  • Gender: Female
    • Email
Re: NAQSH E WAFAA
« Reply #2 on: January 20, 2010, 08:55 PM »
very nice sharing

Bhlay Cheen lo muj sy meri jawani.
Mager muj ko lota do Bajpan ka sawan.
Wo kaghaz ki kashti wo barish ka pani.