**Assalam o alaikum
G muhtarmao or muhtaram sahab
janab yaha ye karna hai k apne ye batana hai k
aap k roz marrah k jo takiyaa kalam hain wo share karna hai
jese aap ghusse me hote hain to hamesha kya bolte hai
ya khush hote hain
ya phir aap tafreeh k mod me hon
ya koi bhi apne frndz wagera k sath
kuch bhi to share kijiye na intazar kis baat ka hai.......
Mera takiya kalam hai jab kisi ko kuch kehne se mana karon
O chal chhade ya v kar yaarrrr.......