Jaab roop saroop sawar jai
jaab tarey or chamak jain
jaab dil key ujley sagar mein
umeed ki naiya par lagey
jaab dil ki banjar dharti par
kaliyan chahat ki kheel jain
jaab depak sarey jal jain
to samjho,jannu,manoo tum
dil key soney angan mein
aik chand ney dera dala hai