Kaber insaan ko din mein 3 bar pukaarti hai
Aye insaan to mari peet per chalta hai.
Aur akhir aik din mare aander sama jaye ga
Aye insaan to mari pushte per har tarah ki cheezein khata hai jab k mere aander tuje keerdre makorde khain gy
Aye insaan too mai pushte par hansta hai.unkareeb mare aander aa kar roye ga
Too mari pushte par khush hota hai kal ko mare aander aa kar ghumgeen ho jaye ga
Too mari pushte par ghnaah karta hai.buhat jald tuj ko mare aander saza dhi jaye gi