kia salamay zindagi usnay chupa kar khanger pusht par
alhamna rushdi,kia main jawab doon is munafiqat par
jinki khatir umer laga di tameeray ashianay par
jab par lagay ur gayay karkay tanha ashianay par
tinka tinka jor kar lamha lmha banatha yah jiski khatir
kiya us khush qadam nay tinka tinka wo ashiana bayraham ban kar