aaj phir khoon ki holy khailna hai
unki taqat ka muzahiradekhna hai
kitnay chiragon ko gul hona hai
kitnay mazdoor kay choolhay thanday hain
kitnay chahron ko shikasta hona hai
hai koi qasim chala aaiy ,kay in ko bachana hai
hum kab say deeda-e-farshe rah hain