mohabat Azab he our Azab ke andar hi rehna he
hame is qareya mahtab ke andar hi rehna he
nahi jana he ,hum ne dastan e ishq se bahir
mohabat ke undera baab ke andar hi rehna he
me tera Sohar hon me tujh se bahir ja nahi sakta
ke muj ko tu Jail ke andar hi rehna he
adhori se khwahish ho jise rehahi se pehle
bahar sorat dil e be tab ke andar hi rehna he
me mouj e husn hota to tufan ki taraf kyou jata ke mouje ishq ne girdab ke adnar hi rehna he
nikal kar dekhna keya he kisi ki taraf hum ne
musalsal deeda e ebrat ke tarha hi rehna he
nikal kar Jail se me to fana ho jao ga ramish
mujhe is qareya Azab ke andar hi rehna he