Author Topic: Kisi na kisi pe kisi ko aetbaar ho jata hai,  (Read 1008 times)

0 Members and 1 Guest are viewing this topic.

Offline ahmed

  • Sr. Member
  • *
  • Posts: 1305
  • Reputation: 11
  • Gender: Male
    • Email
Kisi na kisi pe kisi ko aetbaar ho jata hai,
« on: November 11, 2009, 02:52 PM »
Kisi na kisi pe kisi ko aetbaar ho jata hai,
Ajnabi koi shaks yaar ho jata hai,
Khubiyon se nahin hoti mohabbat sadaa,
Khamiyon se bhi aksar pyar ho jata hai.

Kin lafzon mein itni kadvi kasili baat likhoon,
Main sach likoon ke apne haalat likhoon,
Kaise likhoon main chandni raatein,
Jab garam ho ret to kaise main barsat likhoon.

Sabhi nagme saaz mein gaaye nahi jaate,
Sabhi lowg mehfil mein bulaaye nahi jaate,
Kuch paas reh kar bhi yaad nahi aate,
Kuch door reh kar bhi bhoolaye nahi jaate!

Who ik dost jo pyara sa lagta hain,
Bahut pass hai dil k phir bhi juda sa lagta hain,
Bahut dino se aaya nahi koi paigam uska,
Shayad kisi baat pe khafa sa lagta hain

Zindagi to ek khwab hai,
Woh zindagi kiya jismay khwab nahi hotay,
Hath ke lakiron ko kismat na samajhna,
Kismat unke bhi hote hai, zinkay hath nahi hotay.


Pakistan Zindabad




Offline Leon

  • VIP Member
  • *
  • Posts: 6136
  • Reputation: 126
  • Gender: Male
  • Happy Ending
    • Hum Tum
Re: Kisi na kisi pe kisi ko aetbaar ho jata hai,
« Reply #1 on: November 13, 2009, 04:06 AM »
 thumbsss
Tanhai Main Bethe Bethe Gum Ho Jata Hun
Main Aksar Main Nahi Rehta Tum Ho Jata Hun

Offline Ajnabi

  • Super Moderator
  • *
  • Posts: 3083
  • Reputation: 148
  • Gender: Male
Re: Kisi na kisi pe kisi ko aetbaar ho jata hai,
« Reply #2 on: November 20, 2009, 06:51 PM »
 thumbsss very nice sharing




Offline Samera

  • Sr. Member
  • *
  • Posts: 2883
  • Reputation: 63
  • Gender: Female
Re: Kisi na kisi pe kisi ko aetbaar ho jata hai,
« Reply #3 on: November 27, 2009, 08:51 PM »
nice sharing  for sharing

Offline anjumkhan

  • Sr. Member
  • *
  • Posts: 1623
  • Reputation: 1664
  • Gender: Female
    • Email
Re: Kisi na kisi pe kisi ko aetbaar ho jata hai,
« Reply #4 on: January 20, 2010, 08:29 PM »
very nice sharing

Bhlay Cheen lo muj sy meri jawani.
Mager muj ko lota do Bajpan ka sawan.
Wo kaghaz ki kashti wo barish ka pani.