Boht ROye USs ki YAad KO Seene Se LAga KEr
Wali Ban Jaatay Agar Zikir-e-Khuda KArte
Sirf Chehre Ki Udasi Se Bhar Aye Ansoo
Dil Ka Alam Tu Abhi Ap Ne Dekha Hi Nahi
HUm DUa DUa LIkhte RAhe WOh DAgha DAgha Samhjte rahe
FAkat Eik Nukte ne Hamain Mehram se Mujrim BAna diya
Khud Khuski Karne Ki Kya Zaroart Haii
Suna Hai Wo To Apni Adao'n Se Qatl-E Aam Karti Hain
Dubney Ko Samander mein jayen Kahan
Unki Palkon sey tapka wo pani kaafi hai.
kaash ki mohabbat ke labz woh samjha pate
Na woh tanha hote na hum tanha hote
Sirf Chehre Ki Udasi Se Bhar Aye Ansoo
Dil Ka Alam Tu Abhi Ap Ne Dekha Hi Nahi
Boht ROye USs ki YAad KO Seene Se LAga KEr
Wali Ban Jaatay Agar Zikir-e-Khuda KArte
Sab kuch Khuda se maang liya "Tujh" ko maang kar
Uth'tay nahin hain haath Merey, iss Dua ke baad
Kya bura hai ke Mein Iqraar-e-Mohabbat kar loon
Loug waisey bhi tou kehtey hain Gunah-gaar Mujhey
Acha Khaasa baithey baithey "Gum" Ho jaata hoon
Ab Mein aksar "Mein" nahin rehta, "Tum" ho Jaata hoon
Ghum ki jaageer wiraasat mein mili hai Mujh ko
Apni Jaageer mein rehta hoon Nawaabon ki tarah