Tarky taluq kasy howa tha ab tu kuch bhi yaad nahi...
Dil ne ye sadma kaise saha tha ab tu kuch bhi yaad nahi...
Jab Jab tum sy milna chaha jab jab tum ko yaad kia...
Wo lamha kaise guzra ab tu kuch bhi yaad nahi...
Nehr kinare dhery dhery sham ki tezi utri thi...
Chand ne hum sy kia pocha tha ab tu kuch bhi yaad nahi...