Wo tum na thi ek khaiyal tha
mairi soch hi ka kamal tha"
"Wo mohabateen, wo chahateen,
mairi uljhanoo ka hi jaal tha"
"Mairay dill main thi jo ronaqain
wo taira hi husnoo jamal tha"
"Jawab jiska milla nahi wo aisa hi
ek sawall tha"
"Wo aaj milli tou you laga
yahi tou hain jiska mujhain
intazar tha"
"Ossay yaad kaisay na kareen koei
ossay bholna tou ***** tha ab oski
kiya main missal dou
wo tou apni missal aap tha"