tujh hi ko apnay dil main basaya aur basaya kuch bhi nahi
jidhar dekha to hi nazr aya aur nazr aya kuch bhi nahi
duniya walon nay aisay hi badnam kardia mujhay
main nay tera dil coraya aur coraya kuch bhi nahi
bas aik tujhay hi ko nahi khona chatay thay lakin..
hum nai bas tujhay hi ko gawaya aur gawaya kuch bhi nahii
wo jis ko yad kiay begher sotay nahi thay hum
os nay bas humay bholaya aur bholaya kuch bhi nahii