tera dard tha teri aas thi
main jidhar gaya main jahan gaya
mera din tu younhi guzar gaay
jonhi shaam hui main bikhar gaya
is abar ka mere yaar se
kitna milta julta mizaaj tha
kabhi toot kar bikhar gaya
kabhi be rukhi se guzar gaya
koi baat bhi na keh saka
bas thri der ka sath tha
tu mila tha raat khowab main
jonhi subh hui bichar gaya
jab chor donga wo gali
tujhe yaad aayegi tab meri
dhoonde ga tu mujhe gali gali
or khabar mile gi main mar gaya