Author Topic: ansoun ki dunya  (Read 1016 times)

0 Members and 1 Guest are viewing this topic.

Offline Dark_Lord

  • Sr. Member
  • *
  • Posts: 1300
  • Reputation: 12
ansoun ki dunya
« on: January 24, 2010, 02:15 AM »
Auro'n ki mehfilo'n mein aksar jalay hain shamma ban ke...
Lekin hum woh charag hain jiskay ghar kabhi roshni na hui...




Offline Dark_Lord

  • Sr. Member
  • *
  • Posts: 1300
  • Reputation: 12
Re: ansoun ki dunya
« Reply #1 on: January 24, 2010, 02:17 AM »


    "Mohabbat K Asool Bana Geya Kuch Aisay"

    Uss Ka Harr Zakham Bina Takleef Main Seh Geya
    Chorr Kar Woh Geya Aur Main Akaila Reh Geya
    Mohabbat K Asool Bana Geya Kuch Aisay
    K Bewafayee Uss Ne Ki Aur Mujhay Bewafaa Keh Geya


« Last Edit: January 24, 2010, 02:18 AM by Dark_Lord »


Offline Dark_Lord

  • Sr. Member
  • *
  • Posts: 1300
  • Reputation: 12
Re: ansoun ki dunya
« Reply #2 on: January 24, 2010, 02:26 AM »
Zindagi mili kuch zara se the
Kuch is main kami bhe zara se thi..

Woh roz hotey gaye paas sey paas mery
Lakin doori phir bhe kuch zara se thi..

Chand jagtey jagtey aakhir soo he gaya
Raat beti abhi kuch zara se the...

Mohabbat banti unho ney zamaney bhar main
Jo humary hissay main aai woh zara se thi.


Offline Dark_Lord

  • Sr. Member
  • *
  • Posts: 1300
  • Reputation: 12
Re: ansoun ki dunya
« Reply #3 on: January 24, 2010, 02:30 AM »
  Ehsaan kiya usne mujhe pyaar sikha kar ... 
 Hoti hai chahat kya yeh mujhe samjha kar ...   
 QUrbani hai pyaar ka asal matlab ...   
 Choor dya sath mera bas itna bata kar ... !!!


Offline Dark_Lord

  • Sr. Member
  • *
  • Posts: 1300
  • Reputation: 12
Re: ansoun ki dunya
« Reply #4 on: January 24, 2010, 02:35 AM »
http://i37.tinypic.com/2moujvb.jpg

TaNu DiL dE mEhAl ViCh RaKhYa LoKo Ke,
SaDe NaInA wAl DeKhI kItE sAhMnE  kHlOkE ,
TaNu ApE sAdE bArE pAtA lAg JaYeGa SaRa,
Tu TaAn SaAhAn ToN vE nErE tU tAaN jAaN tOn PaYaRa

http://i37.tinypic.com/2moujvb.jpg


Offline Leon

  • VIP Member
  • *
  • Posts: 6136
  • Reputation: 126
  • Gender: Male
  • Happy Ending
    • Hum Tum
Re: ansoun ki dunya
« Reply #5 on: January 24, 2010, 02:39 AM »
 sml
Tanhai Main Bethe Bethe Gum Ho Jata Hun
Main Aksar Main Nahi Rehta Tum Ho Jata Hun

Offline Dark_Lord

  • Sr. Member
  • *
  • Posts: 1300
  • Reputation: 12
Re: ansoun ki dunya
« Reply #6 on: January 24, 2010, 02:41 AM »

Teray KhyalOun Key Rang Ley K Kitaab Tehreer Kar Rha hOn
Badal Badal Kar Qalam mOhabbat Key Baab Tehreer Kar Rha hOn

Kis Ki KhuShbOo Nafs Nafs Mein Rachii hOii hAi Basii hOii hAi
Hawa Key Daman Pey Lamha Lamha gUlaab Tehreer Kar Rha hOn

Na POoch Kitney Sitarey tOotey hAin Rat-JagOun Kii MuSafatOn Mein
Main Apni PalkOn Pey AansOun Ka HiSaab Tehreer Kar Rha hOn

Bari mOhabbat Sey tOo Ney Likha Tha Jo Meray Naam Roz e Awal
Teray Usii Khat Ka Main Abhe Tak Jawab Tehreer Kar Rha hOn

Main AarzOo hOn Naye Saffar Kii Naveed hOn Aamad e Sehar Kii
Main Apni SansOun Sey ROshnii Ka NiSaab Tehreer Kar Rha hOn

gUlaab mOtii Mehak Sitarey Fraib Daitey Rhey hAin
Main Apni HaSratOun Ko Saraab Tehreer Kar Rha hOn