Nazma Rasab
mang to loon khuda say dduain lakin
na hui qabool to aas ka zayan hota hai
Nazma Rasab
dil ki basti may halchal ka guman hota hai
izhar say rishton ka zayan hota hai
Nazma Rasab
kuch na kahnay say jazbon ka zayan hota hai
kuch kahnay say lafzon ka zayan hota hai
Nazma Rasab
yay sakootay darya talatum ka paish khima hai
yah habs to barsat ka shakhsana hai