aisa kiun hota hai jab log bichar gatay hain
sirbasta raz shakhsiyat kay afshan hojatay hain
hum yadon ko kalyon ki tarah chun kar rakh laitay hain
par waqt kay sath hawanon may bikhar jati hain
yah to rabbe karim kay hum par karam hi hain
kay marnay waalon kay sath nahi martay hain